Sunday, 23 June 2013

Picnic Time Part 2


Adi:Pankhudi Ab teri baari,chal gaana ga

Pankhudi:Adi..Mein

Adi:Haan Pankhudi Tu

Pankhudi:Ok Baba and starts to sing:




Aa Aa..Aa Aa…Aa Aa..Aa Aa.. Aa..

Na Hai Yeh Pana
Na Khona He Hai
Tera Na Hona, Jaane
Kuyn Hona He Hai

Tum Se Hi Din Hota Hai
Surmayi Shaam Aati Hai
Tum Se Hi Tum Se Hi
Har Ghadi Saans Aati Hai
Zindagi Kehlati Hai
Tum Se Hi Tum Se Hi

Na Hai Yeh Pana
Na Khona Hi Hai
Tera Na Hona, Jaane
Kuyn Hona Hi Hai

Aa Aa..Aa Aa…Aa Aa..Aa Aa.. Aa..

Aankho Mein Aankhe Teri
Bahoo Mein Bahe Teri
Mera Na Mujh Mein Kuch Raha
Hua Kya
Bathon Mein Bathein Teri
Rathe Saogathe Meri
Kuyn Tera Sab Yeh Ho Gaya
Hua Kya
Mein Kahin Bhi Jaata Hun
Tum Se Hi Mil Jatha Hun
Tum Se Hi Tum Se Hi
Shor Mein Khamoshi Hai
Thodi Si Behoshi Hai
Tum Se Hi Tum Se Hi

Aa Aa Aa Aa Aa Aa…

Aadha Sa Vaada Kabhi
Aadhe Se Zyada Kabhi
Jee Chahe Karlu Is Tarah
Wafa Ka
Chode Na Chute Kabhi
Tode Na Toote Kabhi
Jo Daaga Tum Se Jud Gaya
Wafa Ka
Mein Tera Sarmaya Hun
Jo Bhi Mein Ban Paya Hun
Tum Se Hi Tum Se Hi
Raaste Mil Jate Hai
Manzile Mil Jati Hai
Tum Se Hi Tum Se Hi

Na Hai Yeh Pana
Na Khona He Hai
Tera Na Hona, Jaane
Kuyn Hona He Hai

Aa Aa Aa Aa Aa Aa …




Adi:WoooWoo! Yaar tu kya gaati hai,Superb!!!

Sheela: chalo chalo ab meri baari and starts to sing:


Main Kya Karoon Raam Mujhe Buddha Mil Gaya
Haay, Haay Buddha Mil Gaya

Main Gudiya Haseen Meri Morani Si Chaal Hai
Sar Men Safed Us Ke Daada Ji Sa Baal Hai
Bigadega Har Kaam, Mujhe Buddha Mil Gaya
Main Kya Karoon Raam Mujhe Buddha Mil Gaya..... 


Sab Jo Gaye Baagh Mera Buddha Bhi Chala Gaya
Sab To Laaye Phool Buddha Gobhi Le Kar Aa Gaya
Main Ho Gayi Badanaam Mujhe Buddha Mil Gaya
Main Kya Karoon Raam Mujhe Buddha Mil Gaya..... 


Pariyon Ke Desh Mujhe Buddha Le Kar Aa Gaya
Main Ne Jo Uthaaya Ghoonghat Buddha Gussa Kha Gaya
Ab Kyaa Hogaa Anjaam Mujhe Buddha Mil Gaya
Main Kya Karoon Raam Mujhe Buddha Mil Gaya....

                                                                                    

Anuj:Kya sheela tum bhi naa

Sheela:Anuj,Gaana tha..

Preeti:Chalo Bhaiya ab aap ki baari..

Anuj:Mein

Sheela:Haan anuj kuch gaaoo na meri khubsurti ko lekar

Anuj: haan haan abhi gaata hu and start to sing:


Zor ka jhatka haye zoron se laga, haan laga
shaadi ban gayi umrqaid ki saza, haan saza
ye hai udasi, jaan ki pyaasi,
shaadi se achcha tum le lo faansi
laakhon dukhon ki hoti hai ye wajah, haan wajah
Zor ka jhatka haye zoron se laga, haan laga
shaadi ban gayi umrqaid ki saza, haan saza..

jiski shaadi par jaana usko itna samjhana
na kar shaadi, ye barbadi, phir na pachhtana
haan mauka hai pagle, shaadi se bachle,
samjha le dil jo ye ko machle
shaadi ke mandap se khud ko tu bhaga
Zor ka jhatka haye zoron se laga, haan laga
shaadi ban gayi umar kaid ki saza, haan saza..

sabse pehle shadi thi, yaaron jahan mein jisne ki
usko dhoondho, pakdo peeto, galti usne ki
wo tha saudai, banke kasai,
usne to sabki lutiya dubayi
paani mile na maaro aisi jagah
Zor ka jhatka haye zoron se laga, haan laga
shaadi ban gayi umarqaid ki saza, haan saza..


Harish:Kya baat hai Anuj too good n …stop seeing Avantika


Anuj:chalo Harish ab tumhari baari hai


Nanaji:harish bete baton se nahi to kam se kam gaano se hi pata lo apni biwi ko


Harish: ji Papa,Chalo bete Harish shuru karo apna Patni manau Mission.. and star to sing:


O Meri Jaan Na Lele Ke Meri Jaan -2
Teri Ada -2
Jaan Jala Na Tujhe Pe Deewana -2
Mein Hoon Fida -2

Gustakhi Maaf Karde
Abb To Insaaf Karde
Apna Dil Saaf Karde
Kehna To Maan Le
O
[Jaane Bhi De Bhi Hua
Jaane Bhi De]-4


[Gussa Tera Jhootha 

Jhoothi Moothi Berukhi Hai 
Jaanu Main To Jaanu
Teri Naa Mein Haan Chhupi Hai-]2

Aye Sanaam Na Kar Sitam 

Tujhko Khuda Ka Vasta

Hey..
Gustakhi Maaf Karde
Abb To Insaaf Karde
Apna Dil Saaf Karde
Kehna To Maan Le
O
[Jaane Bhi De Bhi Hua
Jaane Bhi De]-4

[Tanha Na Kategi Zindgani Jaanle Tu
Meri Hi Zarurat Tujhko Hogi Maanle Tu]-2
Mar Ke Bhi Na Chodunda Teri Baahien Tera Raasta

Gu.Gu.Gu..Gustakhi Maaf Karde
Abb To Insaaf Karde
Apna Dil Saaf Karde
Kehna To Maan Le
O
[Jaane Bhi De Bhi Hua
Jaane Bhi De]-4


As the song Ended All are Silence,Harish sees towards Avantika but she Turns towards the window

All the Faces Fall down but Avatika starts to sing:

il kho gaya,
Ho gaya kisi ka,
Ab raasta mil gaya,
Khushi ka..
Aankhon mein hai khwab sa,
Kisi ka.. 
Ab raasta mil gaya,
Khushi ka..
Rishta naya rabba,
Dil chu raha hai,
Kheeche mujhe koi dore, teri ore..
[Teri ore, teri ore, teri ore, hai rabba
Teri ore, teri ore, teri ore..]- 2 times

Aaa..
Aaaaa

Khulti fizaein, khulti ghatayein,
Sar pe naya hai aasaman,
Chaaro dishayein, hass ke bulaye,
Yu sab hue hai meharbaan..

Haann..
Hume to yahi rabba,
Kasam se pata hai,
Dil pe nahi, koi zor, koi zor
[Teri ore, teri ore, teri ore, hai rabba
Teri ore, teri ore, teri ore..]- 2 times

Ek heer thi aur tha ek raanjhan,
Kehte hai mere gaon mein,
Sacha ho dil to,
Sau mushkilen ho,
Jhukta naseeba pao mein,

Ho ho
Aanchal tera rabba,
Falak ban gaya hai,
Ab iska nahi, koi ore, koi chore..
[Teri ore, teri ore, teri ore, hai rabba
Teri ore, teri ore, teri ore..]- 2 times

Dil kho gaya,
Ho gaya kisi ka,
Ab raasta mil gaya,
Khushi ka..
Aankhon mein hai khwab sa,
Kisi ka..
Ab raasta mil gaya,
Khushi ka..
Rishta naya rabba,
Dil chu raha hai,
Kheeche mujhe koi dore, teri ore..
[Teri ore, teri ore, teri ore, hai rabba
Teri ore, teri ore, teri ore..]- 2 times


Harish:Iska matlab tumne mujhe Maaf kardiya?

Avantika:Aaa……….Haaan

Harish:Yeyye! And they both had a side hug


Adi:Wowo!!Yeye!!


Then Nanaji Starts to sing:

Sooraj ki baahon mein, ab hai yeh zindagi
Kirne hain saanson mein, baaton mein roshni
Sooraj ki baahon mein, ab hai yeh zindagi
Kirne hain saanson mein, baaton mein roshni

Jo bhi badali dil ki taal hai, ahaa..
Yunhi hi aaya ek khayal hai, ahaa..
Paate hum hai zindagi ik baar
Kyun na kare khulke hum isko pyaar
Jaane kiska hai hamein intezar
Ke zindagi yehi hai aur yehi
Jo bhi kal tak bus aarzo, ahaa
Woh hi paa gaye hain main aur tu, ahaa..

Thaame hum haathon mein yunhi haath
Shehar bhar mein ghoomenge saath saath
Saare saare din saari saari raat
Baras rahi hai ik khushi har kahin

Sooraj ki baahon mein, ab hai yeh zindagi
Kirne hain saanson mein, baaton mein roshni
Sooraj ki baahon mein, ab hai yeh zindagi
Kirne hain saanson mein, baaton mein roshni

Naye naye sapne jo bunn sakey
Ussi zindagi ko kahoon zindagi
Naye naye rasste jo chun sakein
Ussi zindagi ko kahoon zindagi
Har pal machalti ho jhoom ke chalti ho woh hai zindagi

Sooraj ki baahon mein, ab hai yeh zindagi
Kirne hain saanson mein, baaton mein roshni
Sooraj ki baahon mein, ab hai yeh zindagi
Kirne hain saanson mein, baaton mein roshni

Paate hum hai zindagi ek baar
Kyun na kare khulke hum isko pyar
Jaane kiska hai hamein intezar
Ke zindagi yehi hai aur yehi


All Starts to sing together:
lyrics found on: http://www.lyricsmint.com/2011/06/sooraj-ki-baanon-mein-zindagi-na-milegi.html
Sooraj ki baahon mein, ab hai yeh zindagi
Kirne hain saanson mein, baaton mein roshni
Sooraj ki baahon mein, ab hai yeh zindagi
Kirne hain saanson mein, baaton mein roshni
Sooraj ki, ab hai yeh
Kirne hain saanson mein, baaton mein roshn



And There Journey continues towards their Destination…


Thank You.

No comments:

Post a Comment